Study table
culture medium
Culture mediumVe poshak padarth Jo kritrim paristhitiyon mein tissue ki vriddhi mein Sahayak Hote Hain culture medium kahlata hai
Jis Madhyam ya padarth per Uttak ki Wardhi karvai Jaati Hai yah samvardhan karvaya jata hai use samvardhan Madhyam Kahate Hain
Samvardhan Madhyam ko Poshak Mahatyam yah nutrient medium bhi Kahate Hain prayog se purv prayogniy Uttak Ang ki adhiktam vriddhi ko protsahit Karne Wale avashyak padarth ka gyan hona avashyak hai Usi anusar Aadhar ya pratiroopik Madhyam ( basal medium ) ko improve karta liya jata hai Aadhar ya prarup Madhyam main measure AVm micro elements ke alava Karbonn vitamin vah sar karaen hoti hai ismein Kuchh vriddhi niyamak growth regulator Jaise o
Auxin cytokinin gibberellin bhi Akal ya mishrit Roop se a upsthit Hote Hain posco ki aapurti mein laane ho to Ooh Poshak Madhyam mein padap ka Nishkarsh Jaise Nariyal ka tel Nariyal ka dudh falon Ke Ras Castle hydrolysate Aadi bhi Aadhar Madhyam Mein Milte Hain
Yah Madhyam asut Jal Mein liquid ke roop Mein ya solid group mein 0.8 % Agar Aadhar Mein banaya jata hai iska PH acidic Hota Hai lag bhag 5.8 Hota Hai is Madhyam ko flask ya Patri plate yah shishya me avashyakta anusar Bhar kar absorbing cotton kag se band kar dete Hain Aisa kag/corck guess ViniMein hone deta hai Lekin sukshm Jeev patro Mein Pravesh nahin kar paate hi
No comments:
Post a Comment