follow my blog

google scearch

Sunday, June 21, 2020

21Jun 2020 ka grahan itana impotant kyu

Please follow my blog 😁😁😀😀😆😆😄😄😃😎


Antriksh Mein Hone Wali Bahut Si ghatnaon mein se ek hai hi grahan Ka Hona Yun To doston Antriksh mein bahut sari ghatnayen Karti rahti hai lekin lekin grahan ka vah ek alag hi Vishesh mahatva hai Bharat Ke Prachin Itihas mein se grahan ka Dharmik ullekh Milta Hai 


Grahan Ka Hona Ek khagoliy ghatna hai jismein Surya Prithvi aur Chandrama Hote Hain grahan Surya Chandrama Prithvi ki sthiti per nirbhar Karta Hai Kaun Sa hona hai Jab Surya Prithvi ke bich mein Chandrama a Jata Hai To Chandrama ki Chhaya Prithvi per padati hai Jis Se Surya Kale Rang ka Dikhai deta hai yahi surya grahan kahlata hai aur 



aur jab Surya tatha Chandrama ke Madhya Prithvi Aaj Aati Hai Hi Tu to Prithvi Koi Chhaya Chandrama per padati hai jisse Chandrama Kale Rang ka Dikhai deta hai hi Yahi chandragrahan ka Lata hai hi 





Bharat mein grahan ka Itihaas bahut Purana Hai Prachin pustakon mein grahan ka Itihaas Milta Hai tatha ismein Dharmik Aastha Chudi hoti hai





21St  Jun 2020  ka grahan mahatva puran kyu





21 June 2020 ko surya grahan hone wala hai yah grahan apne aap Mein Ek Vishesh mahatva Rakhta hai hi grahan Ka Aisa Sanyog lagbhag 120 Sal bad Hua Hai Kyunki ki ek sau Bees Saal Baad 30 Din Mein 3 grahan Ek Sath Aaye Hain ji han doston 30 Din Mein 3 grahan Ek sath abhi 5 June ko ek Chandra grahan gaya tha 21 June ko surya grahan hai tatha Aane Wale Kuchh Dinon Mein Ek Chandra grahan aur Aane Wala Hai hi hi Aisa Sanyog lagbhag 120 Sal bad ho raha hai is Karan hai apne aap Mein Ek mahatvpurn ho jata hai


Scientists ke liye mahatavpurn kyo




 Jab Bhi Koi khagoliy ghatna karti hai To vah vaigyanikon ke liye bahut mahatvpurn hoti hai aur yah ghatna bhi vaigyanikon ke liye bahut hi mahatvpurn hai hi Kyunki Jaise hi Surya Grahan Shuru Hoga vaise hi hi Kai Salon bad Chandrama ka pichla hissa Prithvi ki or hoga jo bahut kam Baar Hota Hai hi Jahan per satellite per Nahin bheja jata hai aur Jahan Ki tasviren Bhi bahut kam prapt hai isliye yah hai vaigyanikon Ke Liye Ye bahut hi mahatvpurn ho jata hai hi is Samay Sabhi vaigyanik is grahan ko dekhne wale Chandrama ke Pichhle Hisse ki tasviren khinchne wala Shodh karne ke liye Ye taiyar Baithe Hain vah Intezar kar rahe hain isliye yah grahan apne aap mein main bahut mahatvpurn ho jata hai

No comments:

Popular Posts